Aapko Arabic Already Aati Hai… Thodi Si!
5 مشاهدة · 2026/09/23
Arabic aapke liye bilkul nayi zubaan nahin hai.
‘Ibādat jaisa lafz hum Urdu mein pehle se use karte hain — aur isi familiarity ki wajah se Qur’an ki Arabic seekhna zero se shuru karne jaisa nahin hota.
Jab familiar lafz Qur’an mein pehchaan aane lagte hain, wahi AQZB ka asli “Arre… yeh toh main jaanta hoon!” moment hai.
Aap Arabic se bilkul anjaan nahin hain. Aap already bahut si Arabic jaante hain.
#LearnArabic #QuranArabic #UnderstandQuran #ArabicInUrdu #Quran #IslamicShorts #ArabicVocabulary #LearnQuran #Salah #AQZB
التعليقات
1تسجيل الدخول لتتمكن من التعليق.
Comment mein woh lafz likhiye — agle videos mein unmein se kuch use karenge.