3 characters revealed #jailer2 #movie
442 مشاهدة · 2026/09/24
Jailer 2 mein Rajinikanth ke Tiger Muthuvel Pandian ke saamne naye characters ki entry ho chuki hai! Suraj Venjaramoodu as Dileep, S. J. Suryah as Bodhi Kalpak aur Vidya Balan as Kantha — lekin in teeno ka Tiger se actual connection abhi mystery hai. Kya ye characters Jailer 2 ke asli game ko completely change karne wale hain? Film 15 October 2026 ko theatres mein release hogi.
التعليقات
0تسجيل الدخول لتتمكن من التعليق.
لا توجد تعليقات بعد.