YalaTubeEG

Zindagi Ban Gaye Ho Tum || Kasoor Movie || Aftab Shivdasani, Lisa Ray || UditNarayan Alka Yagnik.

533 مشاهدة2026/10/12
▶ فتح المصدر
533 مشاهدة · 2026/10/12

Kasoor [2001] Stars Aftab Shivdasani, Lisa Ray, Apoorva Agnihotri, Irrfan Khan and Ashutosh Rana. Directed by Vikram Bhatt and produced Mukesh Bhatt. The music is composed by Nadeem-Shravan with lyrics by Sameer.

Song: Zindagi Ban Gaye Ho Tum
Movie: Kasoor
Singer : Udit Narayan & Alka Yagnik
Music : Nadeem-Shravan
Lyrics: Sameer
Label : Saregama India Limited
Year : 2001

Zindagi Ban Gaye Ho Tum Lyrics from Kasoor

Jo meri rooh ko chain de, pyaar de
Voh khushi ban gaye ho tum
Zindagi ban gaye ho tum
Zindagi ban gaye ho tum

Jo meri rooh ko chain de, pyaar de
Voh khushi ban gaye ho tum
Zindagi ban gaye ho tum
Zindagi ban gaye ho tum

Jism se jaan tak paas aate gaye
In nigaahon se dil mein samaate gaye
Jism se jaan tak paas aate gaye
In nigaahon se dil mein samaate gaye
Jis haseen khwaab ki thi tamanna mujhe
Haan vahi ban gaye ho tum
Zindagi ban gaye ho tum
Zindagi ban gaye ho tum

Jo meri rooh ko chain de, pyaar de
Voh khushi ban gaye ho tum
Zindagi ban gaye ho tum
Zindagi ban gaye ho tum

Aah aah aah, aah aah aah aah aah,
Aah aah aah aah aah
Har kisi se jisse main chhupaati rahi
Bekhudi mein jisse goongunaati rahi
Har kisi se jisse main chhupaati rahi
Bekhudi mein jisse goongunaati rahi
Maine tanha kabhi jo likhi thi vohi
Shaayari ban gaye ho tum
Zindagi ban gaye ho tum
Zindagi ban gaye ho tum

#JoMeriRoohKoChainDePyaarDeVohKhushiBanGayeHoTum #ZindagiBanGayeHoTum​​​ #Kasoor​​​ #SaregamaGenY​​​ #UditNarayan​​​ #AlkaYagnik #Noor035Official #NoorOfficial #Noor

التعليقات

0

تسجيل الدخول لتتمكن من التعليق.

لا توجد تعليقات بعد.