YalaTubeEG

Hollywood Me Ramayana Ka Jalwa🔥🔥 | Ramayana Movie| Mani5h Explained | Movie Review

165 views2026/11/04
Mani5h Explained
Mani5h Explained
YouTube Channel
▶ Open source
165 views · 2026/11/04

Ramayana movie release hone se pehle hi
Hollywood mein India ki is kahani ka jalwa dekhne ko mil raha hai!

27 October ko America ke Los Angeles mein
Ramayana ka grand premiere rakha gaya,
jahan Ranbir Kapoor, Yash aur Sai Pallavi ek saath nazar aaye.

Lekin sabse interesting baat ye hai ki
Hollywood ke Academy Museum mein hue is premiere ko Diwali theme par celebrate kiya gaya, jahan guests ko traditional Indian outfits mein aane ke liye kaha gaya tha!

Socho, jis Ramayana ki kahani hum bachpan se sunte aaye hain, ab wahi kahani Hollywood ke bade film platform par duniya ke saamne pahunch rahi hai.

Kya Ramayana sach mein Indian cinema ko global level par ek nayi pehchaan dila payegi?

ramayana movie
ramayana movie premiere
ramayana hollywood premiere
ramayana movie latest news
ranbir kapoor ramayana
yash ramayana movie
sai pallavi ramayana
ramayana grand premiere
ramayana movie update
ramayana hollywood news
ramayana diwali celebration
indian cinema global
nitesh tiwari ramayana
ramayana movie 2026
bollywood latest news
hollywood latest news
indian movies in hollywood
ramayana movie behind the scenes
Mani5h Explained Ramayana movie

#Ramayana #RanbirKapoor #Yash #SaiPallavi #RamayanaMovie #Hollywood #BollywoodNews #IndianCinema #MovieNews #Mani5hExplained

Comments

1

Log in to comment.

@djones3700
@djones3700YouTube
I think so this movie was hard!
👍 12026/11/04