Khabar Ka Bhi Fail Hota Hai? | Arabic Grammar Ki Ye Tarkeeb Shayad Aapne Nahi Padhi Hogi!
20 مشاهدة · 2026/10/05
Kya Arabi mein khabar apne baad aane wale ism ko fail bana sakti hai?
Is video mein "Zaydun Qaimun Abuhu" ki tarkeeb ke zariye Ism-ul-Fail ke amal aur Mubtada-Khabar ki ek dilchasp nahwi bareeki ko aasaan andaaz mein samjhiye.
Aakhir mein di gayi chhoti si mashq ka jawab comment mein zaroor dijiye.
التعليقات
0تسجيل الدخول لتتمكن من التعليق.
لا توجد تعليقات بعد.