“Arabi Awal Ke Talaba Ka Imtehan — Khoobsurat Manzar ✨❤️#Imtehan #Arabic #Talaba #muftikhalidnimvi
24 مشاهدة · 2026/09/09
Jamia Faizul Quran Jamshedpur mein Arabic Awal ke talaba ke Shashmahi Imtehan ka khoobsurat aur pur-waqar manzar. 📚✨
Is mauqe par Hazrat Mufti Khalid Nimvi Sahab bhi talaba ka imtehan lene ke liye tashreef laye. Allah Ta'ala tamam talaba ki mehnat ko qubool farmaye aur unhe ilm-e-nafi ata farmaye. Aameen 🤲❤️
#JamiaFaizulQuran #ShashmahiImtehan #ArabicAwal #MuftiKhalidNimvi #Talaba
التعليقات
2تسجيل الدخول لتتمكن من التعليق.