Arab Ka Sabse Takatwar Pehlwan 💪 Teen Baar Haar Gaya! 😱 #shorts #ai #islamicshorts
15 views · 2026/10/16
Arab Ka Sabse Takatwar Pehlwan 💪 Teen Baar Haar Gaya! 😱 #shorts #ai #islamicshorts
Kya aap jante hain Arab ka sabse takatwar pehalwan kaun tha? Jise koi hara nahi sakta tha?
Uska naam tha *Rukana Bin Abdi Yazid*. Use apni taqat par bahut guroor tha.
Ek din Huzoor ﷺ ne use Islam ki dawat di to Rukana ne kaha "Agar aap mujhe kushti me hara dein to main aapki baat maan lunga"
Phir kya hua? Aap ﷺ ne use 3 baar kushti me hara diya aur uska guroor toot gaya. Is hairat-angez waqiye ke baad Rukana ne Islam qubool kar liya.
Ye sacha Islami Waqia aapke iman ko taza kar dega.
Agar aap bhi Huzoor ﷺ se sacchi mohabbat karte hain to video ko Like aur Share zarur karen.
#RukanaPahalwan #RukanaBinAbdiYazid #ArabKaPehalwan #IslamicWaqia #SeeratUnNabi #ProphetMuhammadSAW #KushtiKaWaqia #IslamicHistory #IslamicStories #SahabaKaWaqia #DeenKiBaat #IslamicShorts #UrduIslamicStory #HindiIslamicStory #TheNoorvayn #ViralIslamicShorts #IslamicKnowledge #PowerOfIslam #ImaanAfrozWaqia
Comments
0Log in to comment.
No comments yet.