YalaTubeEG

8 Saal Ke Bache Ne Arab Ko Bharat Se Kaise Bhagaya? | Real Story of Bappa Rawal | #shorts🚩

106 views2026/10/25
▶ Open source
106 views · 2026/10/25

8 Saal Ka Bacha Jisne Afghanistan Tak Jhanda Gaad Diya! 🚩

Doston, aaj ki video me baat karenge Mewar ke Mahaan Yoddha Bappa Rawal ki, jinhone 8 saal ki umar me hi Arab ki sena ko Bharat se bahar bhaga diya tha aur Ghazni (Afghanistan) tak apna samrajya failaya.

Ye wahi vansh hai jisme aage chal kar Veer Shiromani Maharana Pratap ka janm hua.

Is video me janenge:
✅ Bappa Rawal kaun the?
✅ Unhone Arab ko kaise haraya?
✅ Afghanistan tak jeet kaise mili?
✅ Mewar ki sthapna kaise hui?

Agar aapko Bharat ka saccha itihaas pasand hai to Video ko LIKE, SHARE aur Channel ko SUBSCRIBE karna na bhule!

Jai Mewar! Jai Rajputana! Jai Bharat!

#BappaRawal #MewarHistory #IndianHistory

Comments

2

Log in to comment.

@shortmeinfulkhabar
@shortmeinfulkhabarYouTube
Jay Ho Bappa Rawal🚩
👍 02026/10/25
@shortmeinfulkhabar
@shortmeinfulkhabarYouTube
#subscribe
👍 02026/10/25