YalaTubeEG

Ramayana New Song Details 🤯#ramayana #movie

28 مشاهدة2026/10/29
Cine Riddle
Cine Riddle
YouTube Channel
▶ فتح المصدر
28 مشاهدة · 2026/10/29

Ramayana New Song Details 🤯#ramayana #movie
#ranbirkapoor #yash #ramayanasong

Ramayan ke second trailer ne toh expectations kaafi badha di thi, lekin ab Mangal Rang song sunne ke baad fans ke beech iske music ko lekar discussion shuru ho gaya hai! 👀 A. R. Rahman ka music aur is gaane ka overall feel mujhe personally utna impressive nahi laga, jitni mujhe film se umeed thi. Kya Ramayan ka music audience ki expectations par khara utar payega, ya film ke visuals aur VFX hi iska sabse bada highlight honge? 🤔 Ye meri personal opinion hai, aapko Mangal Rang song kaisa laga? Comment mein apni raay zaroor batana! Ramayan ke latest updates, trailer reviews aur Bollywood news ke liye Cine Riddle ko subscribe kar lo. 🔥




Ramayan Mangal Rang song, Mangal Rang song review, Ramayana movie 2026, Ramayan latest update, Ramayana song reaction, AR Rahman Ramayan music, Ranbir Kapoor Ramayan movie, Ramayan trailer review, Mangal Rang song controversy, Ramayan music review, Bollywood movie updates, Ramayan movie news

التعليقات

0

تسجيل الدخول لتتمكن من التعليق.

لا توجد تعليقات بعد.