Arabic Aayi Toh Qur’an Samajh Aa Jayega?
0 views · 2026/09/24
Arabic samajhna Qur’an ke saath aapke connection ko gehra kar sakta hai — lekin iska matlab yeh nahin ke Arabic aate hi Qur’an ka har pehlu automatically samajh aa jayega.
Arabic tadabbur ya tafsīr ka badal nahin hai.
Lekin Qur’an ki zubaan samajhna uske lafzon ke aur qareeb aane ka ek bahut qeemti zariya hai.
Imām Qur’an padhe aur koi lafz seedha samajh aa jaye…
Aap Fātiḥah padhein aur jaanein ke Allah se kya keh rahe hain…
Woh experience alag hota hai.
Aao Qur’an Ki Zuban Bolein.
#Quran #QuranArabic #UnderstandQuran #LearnArabic #Tadabbur #Tafsir #ArabicInUrdu #IslamicShorts #Salah #AQZB
Comments
1Log in to comment.
Arabic + Translation + Tafsīr + Tadabbur
Ya aap abhi inmein se kis stage par hain? Comment mein batayein.